Hey Guys This Is IMRAN.
Aaplogo Ka Swaagat Hai Hamare Blog/Website Mein , Aasha Karte Hain Aaplog Achchhe Honge Khush Honge. Aaj Hamlog PicsArt App Ka Use Karkre New Cb Hair Editing / Hard Color New CB Editing Sikha Neh Ola Hu Aur Samjhenge Kie PicsArt Kya Hai Aur Isse Kiya Hota Hai .Lets Know About It.
Picsart App Use
Picart app ko use karne ke liye apko picsart app ko download karlena he and download karke app ko open karlena he open karne ke badh meh apko sign in – login karlena he orna skip karlena.apko plus ola icon pe kardena he clickand click karne ke badh start editing open hoga apko apna photo pe click karke open karlena he.open hone ke badh apke samne bahat sara tools dekhne ko milega jaisa ki tools effects beautify ticker cutout or bahat sara tools toh apko pahle tools pe kardena he click or tool pe click karne ke badh apke samne phir se bahat sara phir e tool open hoga.toh apko simple sah crop pe kardena he click crop pe click karke apko apna photo ko adjust karke crop karlena.agar apka photo ka face black hre toh apko tools pe click karke adjut pe click karlena he and saturation ko kam karke apko brightne ko bara lena he photo ka hisab se and apko uppar eraser pe click karke invert karlena he and apko restore pe click karke apka face ka andar draw karlena he pua draw karne ke badh apko right karlena he.agar ap photo ka background color and shirt color ko change karna he toh apko simple sah effcets pe kardena he click and colors pe click karke saturation ko thora baralena he and baralene ke badh meh apko color replace pe click karke apko photo kah background peh plus icon ko cho dena he and ap background pe jo color rakna chahte ho oh color ko rakhlena na he. agar apko shirt ka color ko change karna chahate ho toh apko simple sah effects pe click karke color peh click karlena colorze pe click karlena he ap shirt ka color jo rakna he usko rakhlena he and ap extra part to eraser pe click karke invert click karlena he restore peh click karlena he or apko draw ko ka size ko adjust karke shirt pe draw karlena he.agar apko face ko smooth karna he toh apko beautify pe click karlena he click karne ke badh apko bahat sara tools dekhne ko milega apko sef smooth pe click karlena he and ap jitna photo smooth karna chahate ho utna smooth kar sath te ho.photo ko save karne ke liye apko upar kornar pe ek next icon dikhega apko click kardena he and click karneke badh meh apko niche save pe click kaelena he.
Background Changing
Dosto Kayi Baar Aisa Hota Hai Kie Apne Phone Se Photo / Picture Lene Ke Baad Background Kharab Ya To Dhundhla Aa Jaata Hai , To Hamein Kharab Lagta Hai , Aur Afsos Bhi Hota Kie Agar Background Achchha Hota Ta To Ye Photo Kitna Sunder Lagta ,
But Dosto Preshaan Hone Ki Zaroorat Nahi Hai , Kyonkie PicsArt App Kie Madad Se Ab Hamlog Background Ko Remove Ya Change Kar Sakte Hain . Saath Hi Dosto Iske Madad Se Background Mein Solid Color Bhi Daal Sakte Hai.

Cb Editing Kaya He
Cb editing dusre photo se alag hota he matlab cb editing meh ek alag sah look and chamak dekhne ko milta he.or cb editing me sara chij change rahatahe haisa ki background change hair png add and other pngs add karke ek cb editing hota he.cb editing me ek hair and shirt ke upar ek alag sah chamak rahata he.cb editing meh bahati jaya face white kiya jatahe.
Hair Editing / Cutting / Coloring
Zaisa Kie Hamlog Jaante Hai Hamara Look Jo Hai Hair Se Banata Hai Yaa Hote Hain , Dosto Agar Aap Apna Photo Lena Chahte Hai Background , Scene , Light Sabkuchh Sahi Hai Lekin Aapka Hair/Baal Sahi Nahi Hai , Us Waqt Aapka Mood Kharab Ho Jaata Hai Aur Photo Capture Karne Ichchha Jo Hai Khatm Ho Jaata Hai.
To Dosto Agar Aapke Sath Aisa Huwa Hai To Ab Aapko Pareshan Hone Ki Koi Jarurat Nahi Hai , Kyonkie PicsArt Ki Madad Se Ab Aap Apna Hair Style / Color / Cutting kar Sakte Hain . Aapko Ab Koi Dikkat Nahi Honi Chahiye Apne Hair/Baal Ko Lekar Kyonki PicsArt Ki Madad Se Hair/Baal Ko Sahi Karna Kitna Aasan Hai Na.
White Face Editing
Photo ka face agar apka black dikhraha he toh ap asan tarike se photo kaya face ko white kar sakhte ho.face ko white karne ke liye ap ko photo ko picsart app ke andar open karlena he open karne ke badh apko ko drow tool ke andar click karlena he and color ko select karke white color ko select karlena he and brush pe click karke size ko adjust karke apko photo kaya face ko zoom karke draw karlena he and draw dhire se or acha se karlena pura face peh ok.layer pe click karke apko niche opacity ko photo ke hisab se kamkarke apko upar three dot peh click karke save iamage karlena he.apka photo kah face white hojayega.
To Dosto Ummed Karta Hoon Kie Aapko Ye Post Pasand Aaya Hai , Iss Post Ke Jariye Agar Apko Kuch Naya Jan-ne Ko Mila Hai To Post Share Jarur Kariye , Saath Comment bhi Kijiye Ki Ye Post Aapko Kaisa Laga. Take Care And Goodbye.
Thanks For Visit Our Blog.