Hello guy’s Welcome To Imran Editz New Article Of PicsArt New Cb Hair style Editing
How To Use PicsArt
Picsart ko use karne ke liye sabse pahle picsart app ko playstore se download karna parega.Picsart app ko open karlena he ap agar sign in karna chaha teho toh sign in vi karsakhte ho or na skip karle na.Start editing likh ke ek interface open hoga.so apko upar me photo ka option open hoga so apko all photo meh click karlena he and ap jo photo edit karna chahate ho oh photo ko add karlena he and app direct gallery se vi share karke pic ko add kar sakh te ho.pic ko add karne ke badh apke samne bahat sara tools dekhne me milega jaise ki tools effects beautify sticker and bahat sara tools.alag alag tools ka alag alag kam he.
Agar me tools ka bath karti hu to tools ke andar bahat sara option dekhne ko milega jaisaki crop free crop shape crop dispersion clone adjust selection and bahat sata tools and alag alag tools lo use karke ap ek acha photo retouching kar sakhte ho.
Background Cut Kaise kare
Photo ko picsart app ke andar open karne ke badh meh apko cutout tools dekhneko milega cutout tools pe kardena click click karne ke badh meh circle ola icon pe click karke photo ka bahar ka side ko pura select karlena and apko next karlena he or agar kuch extra part select ho gaya ap manually draw and eraser tools ke madat se adjust kar sakhte ho and apko upar save icon pe click karlena he apka photo ka background remove hojayega.
Cb Editing
Cb editing ek alag sa editing he normal editing se bahat he alag cb editing me pura photo ko edit karna parta he jaisa ki photo kaya background change and kaphi jada png add hair ko banana or shirt ka uppar ek alag sa chamak dena and face kop white dikhana bahat sara.cb editing me photo ke andar ek alag sa chamak rahtahe.
Cb Edit Kaise Kare
- Step 1) Background ko picsart app ke andar open karlena he .
- Step 2) Add photo pe click karke model ko add karlena he .
- Step 3) Cutout tools pe click karke model ka background ko remove karlena he .
- Step 4) background ke sath model ko adjust karke done karlena he.
- Step 5) Effect ke andar click karke color pe click karlena he and colorze pe jake jo color ap shirt rakho ge oh color pr choedena he.
- Step 6) Eraser pe click karke serf shirt ke andar draw karlena he.
- Step 7) Add photo pe click karke pngs ko photo ke andar add karlena.