Hello guy’s kaise ho ajke es post me meh aplog ko sikhayenge ke ap picsart app ka use karke picsart hair + face photo editing kar sakhte ho.
Picsart App kaya he
Sabse pahle apko playtore se download
Picsart ek profacenal photo editing app he ah picsart app ko mobile ka duniya ka photoshop mana jata he.
picsart ek oh app he jo asan tarike se photo ka background change karsakhte ho.
agar apko photo me alag alag frame banahe toh ah app oh kamke liyte king manajate he .
kisi vi background ke sath photo ko adjust karke photo me alag sa look de sakh te ho.
picsar t app ka use karke ap photo me alag alag effect de sakhte ho.
agar ap photo ka background color change karna chateho toh ap eh app use karke photo ka background color vi change karsakhte ho.
picsart app ka use karke ap alag alag pngs ko vi add kar paoge.
picsart app ka stiker tools se vi background kop download kar sakhte ho .
picsart ap se ap photo ka background ko vi cut kar paoge oh vi eszy karike se.
agar ek photo editing ke liye acha app du r raheho picsart best app he.
Picsart App Use
Picart app ko use karne ke liye apko picsart app ko download karlena he and download karke app ko open karlena he open karne ke badh meh apko sign in – login karlena he orna skip karlena.apko plus ola icon pe kardena he clickand click karne ke badh start editing open hoga apko apna photo pe click karke open karlena he.open hone ke badh apke samne bahat sara tools dekhne ko milega jaisa ki tools effects beautify ticker cutout or bahat sara tools toh apko pahle tools pe kardena he click or adjust karke crop karlena.agar apka photo ka face black hre toh apko tools pe click karke adjut pe click karlena he and saturation ko kam karke apko brightne ko bara lena he photo ka hisab se and apko uppar eraser pe click karke invert karlena he and apko restore pe click karke apka face ka andar draw karlena he pua drawkarne ke badh apko right karlena he.agar ap photo ka background color and shirt color ko change karna he toh apko simple sah effcets pe kardena he click and colors pe click karke saturation ko thora baralena he and baralene ke badh meh apko color replace pe click karke apko photo kah background peh plus icon ko cho dena he and ap background pe jo color rakna chahte ho oh color ko rakhlena na he. agar apko shirt ka color ko change karna chahate ho toh apko simple sah effects pe click karke color peh click karlena colorze pe click karlena he ap shirt ka color jo rakna he usko rakhlena he and ap extra part to eraser pe click karke invert click karlena he restore peh click karlena he or apko draw ko ka size ko adjust karke shirt pe draw karlena he.agar apko face ko smooth karna he toh apko beautify pe click karlena he click karne ke badh apko bahat sara tools dekhne ko milega apko sef smooth pe click karlena he and ap jitna photo smooth karna chahate ho utna smooth kar sath te ho.photo ko save karne ke liye apko upar kornar pe ek next icon dikhega apko click kardena he and click karneke badh meh apko niche save pe click kaelena he.
Background Cut
Photo ka background ko cut karne ke liye app ko photo koi picart app ke andar open karlena he annd open karne ke badh meh apko cutout tools pe click kardena he and outline pe click karke apko size ko adjust karke photo ko zoom karke model ka side se line banalena he pura line banalene ke badh apko nest kardena and photo automatic select hojayega agr tora etra part select hogaya toh ap remove vi karkhte ho remove karneke liye apko restore and eraser tools ka madat se adjust karnaa parega adjust karne ke badh apko save pe click kardena he and photo ka backlground pura remove ho jayega.
Png Add
Photo ke andar png ko add karne ke liye apko niche ek download button dekhneko milega download pe click karke apko mera sara png ko download karlena he.picsart app k anadr photo ko open karlena he open karne ke badh apko add photo pe click karke pngs ko add karlena he pngs ko achese adjust karke set karna hepngs ko pura adjust karne ke badh apko right icon pe click karlena he.es tarike se ap kisivi photo k andar pngs ko add karpoge.
Cb Editing Kaya He
Cb editing dusre photo se alag hota he matlab cb editing meh ek alag sah look and chamak dekhne ko milta he.or cb editing me sara chij change rahatahe haisa ki background change hair png add and other pngs add karke ek cb editing hota he.cb editing me ek hair and shirt ke upar ek alag sah chamak rahata he.cb editing meh bahati jaya face white kiya jatahe.
Hair Editing / Cutting / Coloring
Zaisa Kie Hamlog Jaante Hai Hamara Look Jo Hai Hair Se Banata Hai Yaa Hote Hain , Dosto Agar Aap Apna Photo Lena Chahte Hai Background , Scene , Light Sabkuchh Sahi Hai Lekin Aapka Hair/Baal Sahi Nahi Hai , Us Waqt Aapka Mood Kharab Ho Jaata Hai Aur Photo Capture Karne Ichchha Jo Hai Khatm Ho Jaata Hai.
To Dosto Agar Aapke Sath Aisa Huwa Hai To Ab Aapko Pareshan Hone Ki Koi Jarurat Nahi Hai , Kyonkie PicsArt Ki Madad Se Ab Aap Apna Hair Style / Color / Cutting kar
Sakte Hain . Aapko Ab Koi Dikkat Nahi Honi Chahiye Apne Hair/Baal Ko Lekar Kyonki PicsArt Ki Madad Se Hair/Baal Ko Sahi Karna Kitna Aasan Hai Na.
White Face Editing
Photo ka face agar apka black dikhraha he toh ap asan tarike se photo kaya face ko white kar sakhte ho.face ko white karne ke liye ap ko photo ko picsart app ke andar open karlena he open karne ke badh apko ko drow tool ke andar click karlena he and color ko select karke white color ko select karlena he and brush pe click karke size ko adjust karke apko photo kaya face ko zoom karke draw karlena he and draw dhire se or acha se karlena pura face peh ok.layer pe click karke apko niche opacity ko photo ke hisab se kamkarke apko upar three dot peh click karke save iamage karlena he.apka photo kah face white hojayega.
Cb Editing
Step 1) Background ko download karke picsart app meh open karlena he.
Step 2) Add photo peh click karke apna model ko add karlena he.
Step 3) Cutout tool pe click karke photo ka background ko cut karlena he.
Step 4) Effect peh click karke apko color ko select karlena and colorze peh click karke shirt ke andar color dalena he.
Step 5) Hair/pngs ko download karke add karlena he
Step 6) Draw peh click karke face ko white karlenna he
Step 7) Tools peh click karke adjust peh click karlena he apko clarity ko photo ka hisab he baralena he.
Step 8) Photo Ko Save Karlena he picsart app ke andar photo editing complate hogaya.
Step 9) Autodesk app ke andar photo open karke photo ko smooth karlrna he.and pura photo editing complate.
Background/Pngs Download
Background and pngs ko download karneke liye apko niche ek download buttan dekh neko milega download pe click karke ap mera sara background and pngs ko download karke use kar paoge.