Picsart New Stylish Cb Editing || Picsart Hair + Face Photo Editing || Picsart New Hair Style Editing

art

Hey  Guys This Is IMRAN.

Aaplogo Ka Swaagat Hai Hamare Blog/Website Mein , Aasha Karte Hain Aaplog Achchhe Honge Khush Honge. Aaj Hamlog Shikne Wala Hu Picsart App Kaya USe Karke New Stylish Cb Editing OR Hair Style Kaise Kare .Lets Know About It.

Picsart App

Picsart app ek achaa photo,video,collages editing app he.es apke madat se aplog ek profacenal photo editing kar paoge.jaisa ki agar apka photo ka background.png lagana he toh ape s app ke madat se easily add vi kar pao ge.agar apka photo ka background ko remove karna chahatiho toh es app ke andar bahati jald kar paoge.and es apke andar ap background and png bhi free me download kar paoge.sef apko picsart apke andar stiker tools pe click karke ap background and pngs ko search karke download kar paoge.picsart apke andar ap photoshop jaisa layer bana bana ke photo ko edit vi kar paoge.picsart app ke andar ap photo ka light ko vi adjust kar sakhte ho.

Picsart Editing

Picsart pe photo edit karne ke liye apko sef photo ko picsart app ke andar open karlena and open karne ke badh apko decide karna parega aap apna photo ko konsa style meh editing karne wala ho agar apka photo ka background, hair, light png ko add karke ek achaa photo edit karna chahate  ho toh apko apna photo ka original background ko remove karlena he .and apko background and pngs ko download karke add karlena and apka photo editing compalte ho jayega.

Picsart Background Color Change

Agar apka pghoto ka background color change karna chahati ho toh apko sef picsart apke andar apna photo ko open karlena and thora sa dhan me rahe apka photo ka background me nature rahe toh hi apka photo ka background color change hoga sef 1 click ke heh andar.toh photo open karne ke badh apko effects tools pe click karke apko colors filter ko select karlena ok select karne ke badh apko color replace pe click karke apko plus wala icon ko apka background ka kisi vi side meh chordena and ap jo color rakhoge oh color peh chor dena and apka 1 click ke andar background color change hojayega.

Cb Editing Kaya He

Cb editing dusre photo se alag hota he matlab cb editing meh ek alag sah look and chamak dekhne ko milta he.or cb editing me sara chij change rahatahe haisa ki background change hair png add and other pngs add karke ek cb editing hota he.cb editing me ek hair and shirt ke upar ek alag sah chamak rahata he.cb editing meh bahati jaya face white kiya jatahe.

Hair Editing / Cutting / Coloring

Zaisa Kie Hamlog Jaante Hai Hamara Look Jo Hai Hair Se Banata Hai Yaa Hote Hain , Dosto Agar Aap Apna Photo Lena Chahte Hai Background , Scene , Light Sabkuchh Sahi Hai Lekin Aapka Hair/Baal Sahi Nahi Hai , Us Waqt Aapka Mood Kharab Ho Jaata Hai Aur Photo Capture Karne Ichchha Jo Hai Khatm Ho Jaata Hai.To Dosto Agar Aapke Sath Aisa Huwa Hai To Ab Aapko Pareshan Hone Ki Koi Jarurat Nahi Hai , Kyonkie PicsArt Ki Madad Se Ab Aap Apna Hair Style / Color / Cutting karSakte Hain . Aapko Ab Koi Dikkat Nahi Honi Chahiye Apne Hair/Baal Ko Lekar Kyonki PicsArt Ki Madad Se Hair/Baal Ko Sahi Karna Kitna Aasan Hai Na.

Cb Editing

Step 1) Background ko download karke picsart app meh open karlena he.
Step 2) Add photo peh click karke apna model ko add karlena he.
Step 3) Cutout tool pe click karke photo ka background ko cut karlena he.
Step 4) Effect peh click karke apko color ko select karlena and colorze peh click karke shirt ke andar color dalena he.
Step 5) Hair/pngs ko download karke add karlena he
Step 6) Draw peh click karke face ko white karlenna he
Step 7) Tools peh click karke adjust peh click karlena he apko clarity ko photo ka hisab he baralena he.
Step 8) Photo Ko Save Karlena he picsart app ke andar photo editing complate hogaya.
Step 9) Autodesk app ke andar photo open karke photo ko smooth karlrna he.and pura photo editing complate.

Background/Pngs Download

Background and pngs ko download karneke liye apko niche ek download buttan dekh neko milega download pe click karke ap mera sara background and pngs ko download karke use kar paoge.

To Dosto Ummed Karta Hoon Kie Aapko Ye Post Pasand Aaya Hai , Iss Post Ke Jariye Agar Apko Kuch Naya Jan-ne Ko Mila Hai To Post Share Jarur Kariye , Saath Comment bhi Kijiye Ki Ye Post Aapko Kaisa Laga. Take Care And Goodbye.

Thanks For Visit Our Blog

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *