Picsart New Stylish Cb Editing Tutorial || Picsart New Hair Style Editing

art

Hey  Guys This Is IMRAN.

Aaplogo Ka Swaagat Hai Hamare Blog/Website Mein , Aasha Karte Hain Aaplog Achchhe Honge Khush Honge. Aaj Hamlog PicsArt App Ka Use Karke New Stylish Cb Editing/New Hair Style Editing Shika Ne Wala Hu .Lets Know About It.

PicsArt

PicsArt  Ek Photo Editing App Hai , Saath Hi Iske Jariye  Aaplog Poster , Banner , Advertising Logo Bhi Bana Sakte Hai. Agar Aap Logo Ko Photo Editing Karna Pasand Hai To , Aap Log PicsArt  Ki Madad Se Photo Editing Kar Sakate Hai Aur Wo Bhi Professional Photo Editing / Banner Makinng / Advertising Logo / YouTub  Ke Liye Logo Etc To Dosto Sabse Pahle Jaanlete Hai Kie Photo Editing Mein Kya-Kiya Hota. PicsArt  Ki Madad Se Photo Editing Bahut Tarah Ke Editing Kar Sakte Hai.

Example :- 1. Background Changing ,  2.Blur Background  ,  3.Hair Editing ,  4.Image Cropping   ,  5.Copy Clonning  etc.

Blur Background

Dosto Hamein Pics Capture Karna Bahut Pasand Hai , Lekin Kabhi Aisa Bhi Hota Hai Hamlog Kahi Toor Ya Kisi Park Mein Ghumne Jaate Hain To Hamein Us Jagah Ka Koi Scene Pasand Aaa Jata , But Hamre Paas DSLR Camera Nahi Hota To Hamlog Soch Lete Hain Kya Fayda DSLR Camera To Nahi Hai , Bina DSLR Camera Photo/Pic Achchha To Nahi Aayega… But Dosto Preshaan Hone Ki Zaroorat Nahi Hai Kyokie Aap Apne Phone Se Photo Capture Karne Ke Baad Bhi Aap PicsArt App Ki Madad Se Background DSLR Camera Jaisa Hi Blur Kar Sakta Hai. Isme Bahut Tarah Ke Blur Option Diya Huwa Rahta Hai , Isliye PicsArt Ki Madad Se Editing  Blur Professional

Background Cut

Photo ka background ko cut karne ke liye app ko photo koi picart app ke andar open karlena he annd open karne ke badh meh apko cutout tools pe click kardena he and outline pe click karke apko size ko adjust karke photo ko zoom karke model ka side se line banalena he pura line banalene ke badh apko nest kardena and photo automatic select hojayega agr tora etra part select hogaya toh ap remove vi karkhte ho remove karneke liye apko restore and eraser tools ka madat se adjust karnaa parega adjust karne ke badh apko save pe click kardena he and photo ka backlground pura remove ho jayega.

Png Add

Photo ke andar png ko add karne ke liye apko niche ek download button dekhneko milega download pe click karke apko mera sara png ko download karlena he. picsart app k anadr photo ko open karlena he open karne ke badh apko add photo pe click karke pngs ko add karlena he pngs ko achese adjust karke set karna he pngs ko pura adjust karne ke badh apko right icon pe click karlena he.es tarike se ap kisivi photo k andar pngs ko add karpoge.

Cb Editing Kaya He

Cb editing dusre photo se alag hota he matlab cb editing meh ek alag sah look and chamak dekhne ko milta he.or cb editing me sara chij change rahatahe haisa ki background change hair png add and other pngs add karke ek cb editing hota he.cb editing me ek hair and shirt ke upar ek alag sah chamak rahata he.cb editing meh bahati jaya face white kiya jatahe.

Cb Editing

Step 1) Background ko download karke picsart app meh open karlena he.
Step 2) Add photo peh click karke apna model ko add karlena he.
Step 3) Cutout tool pe click karke photo ka background ko cut karlena he.
Step 4) Effect peh click karke apko color ko select karlena and colorze peh click karke shirt ke andar color dalena he.
Step 5) Hair/pngs ko download karke add karlena he
Step 6) Draw peh click karke face ko white karlenna he
Step 7) Tools peh click karke adjust peh click karlena he apko clarity ko photo ka hisab he baralena he.
Step 8) Photo Ko Save Karlena he picsart app ke andar photo editing complate hogaya.
Step 9) Autodesk app ke andar photo open karke photo ko smooth karlrna he.and pura photo editing complate.

Background/Pngs Download

Background and pngs ko download karneke liye apko niche ek download buttan dekh neko milega download pe click karke ap mera sara background and pngs ko download karke use kar paoge.

To Dosto Ummed Karta Hoon Kie Aapko Ye Post Pasand Aaya Hai , Iss Post Ke Jariye Agar Apko Kuch Naya Jan-ne Ko Mila Hai To Post Share Jarur Kariye , Saath Comment bhi Kijiye Ki Ye Post Aapko Kaisa Laga. Take Care And Goodbye.

Thanks For Visit Our Blog.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *