Picsart New Dual Photo Editing || Picsart New Style Photo Editing Tutorial

Economy

Aaplogo Ka Swaagat Hai Hamare Blog/Website Mein , Aasha Karte Hain Aaplog Achchhe Honge Khush Honge. Aaj Hamlog PicsArt App Kaya Madat Se Dual Photo Editing Shikne Wala Hu .Lets Know About It.

Picsart App

Picsart es app ke madat se aplog ek profacenal photo editing kar paoge .aplog toh photo shop ka name sunahi ho toh picsart app ko bhi mobile ka duniya ka photo shop mana jata he .agar apka photo ka background change karna wala ho toh eh hi app best he photo editing karne ke liye .dekho agar apka photo kaya full manipulation karna na toh app eh app ka use karke kar paoge . abd ahh appe aplog go free me bahat kuch miljaye ga .jaisa bahat sara effect and bahat sara tools oil painting,fltr,fx,canvas,sketch,blur,artistic,majic,popart,distort,peper,and colors or vi bahat sara tools aplog ko free me unlock mil jayega.aplog picsart app ka draw tools ko use karke ap layer ka vi use karke photo editing kar paoge.es liye es app ko mobile ka photo shop mana jata he.

Background Changing

Dosto Kayi Baar Aisa Hota Hai Kie Apne Phone Se Photo / Picture Lene Ke Baad Background Kharab Ya To Dhundhla Aa Jaata Hai , To Hamein Kharab Lagta Hai , Aur Afsos Bhi Hota Kie Agar Background Achchha Hota Ta To Ye Photo Kitna Sunder Lagta ,

But Dosto Preshaan Hone Ki Zaroorat Nahi Hai , Kyonkie PicsArt App Kie Madad Se Ab Hamlog Background Ko Remove Ya Change Kar Sakte Hain . Saath Hi Dosto Iske Madad Se Background Mein Solid Color Bhi Daal Sakte Hai.

Background cut

Photo kaya background cut karne ke liye apko picsart app ke andar photo  ko open karlena he  open karne ke badh apke samne bahat sara tools open hojayega apko cutout tools ko select karlena he and click karne ke badh apke samne 2 tools open hoga apko outline pe click karlena he and apko size ko photo ke hisab se rakh ke aap photo ko zoom karke apka photo ka bahar ka side ko select karlena ok .and apko save pe click karlena he and apka photo ka background cut hojayega.

Dual Photo Editing Steps

  1. Apka photo ko picsart apke andar open karlena he.
  2. Phota ka orginal background ko remove kar lena he.
  3. And mera background download karke es bala background pe photo ko add karlena he.
  4. And upper apko eraser tools ke side wala tools pe click karlena he.
  5. Click karneka badh apke samne 3tools open hoga apko sef duplicate tools pe click kar lena he.
  6. And apka photo dual hojayega toh apko sef ek photo ko select karke bara karlena he.
  7. Bara karne ke badh apko photo ka opacity ko kam Karlena he photo ka hisab se.
  8. Or dusri photo ko select karke apko niche normal size pe rakhke done pe click karlena he.
  9. And apka dual photo editing complete ho jayega.

Background/Pngs Download

Background and pngs ko download karneke liye apko niche ek download buttan dekh neko milega download pe click karke ap mera sara background and pngs ko download karke use kar paoge

 

To Dosto Ummed Karta Hoon Kie Aapko Ye Post Pasand Aaya Hai , Iss Post Ke Jariye Agar Apko Kuch Naya Jan-ne Ko Mila Hai To Post Share Jarur Kariye , Saath Comment bhi Kijiye Ki Ye Post Aapko Kaisa Laga. Take Care And Goodbye.

Thanks For Visit Our Blog

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *