Hey Guys This Is IMRAN.
Aaplogo Ka Swaagat Hai Hamare Blog/Website Mein , Aasha Karte Hain Aaplog Achchhe Honge Khush Honge. Aaj Hamlog PicsArt App Ke Madat Se Aj Hamlog PicsArt New Hair Style Editing || PicsArt Hair + White Face Photo Editing || PicsArt Cb Hair Editing Shika Ne Wala Hu .Lets Know About It.
Picsart App kaya he
Sabse pahle apko playtore se download Picsart ek profacenal photo editing app he ah picsart app ko mobile ka duniya ka photoshop mana jata he.
picsart ek oh app he jo asan tarike se photo ka background change karsakhte ho. agar apko photo me alag alag frame banahe toh ah app oh kamke liyte king manajate he .kisi vi background ke sath photo ko adjust karke photo me alag sa look de sakh te ho.picsar t app ka use karke ap photo me alag alag effect de sakhte ho.agar ap photo ka background color change karna chateho toh ap eh app use karke photo ka background color vi change karsakhte ho.picsart app ka use karke ap alag alag pngs ko vi add kar paoge.picsart app ka stiker tools se vi background kop download kar sakhte ho .
picsart ap se ap photo ka background ko vi cut kar paoge oh vi eszy karike se.agar ek photo editing ke liye acha app du r raheho picsart best app he.
PicsArt
PicsArt Ek Photo Editing App Hai , Saath Hi Iske Jariye Aaplog Poster , Banner , Advertising Logo Bhi Bana Sakte Hai. Agar Aap Logo Ko Photo Editing Karna Pasand Hai To , Aap Log PicsArt Ki Madad Se Photo Editing Kar Sakate Hai Aur Wo Bhi Professional Photo Editing / Banner Makinng / Advertising Logo / YouTub Ke Liye Logo Etc.To Dosto Sabse Pahle Jaanlete Hai Kie Photo Editing Mein Kya-Kiya Hota. PicsArt Ki Madad Se Photo Editing Bahut Tarah Ke Editing Kar Sakte Hai.
Example :-
1. Background Changing , 2.Blur Background , 3.Hair Editing , 4.Image Cropping , 5.Copy Clonning etc. Dosto Aaj Is Post Ke Madhyam Se Hamlog Teen Photo Editing Ke Bare Mein
Background Cut
Photo ka background ko cut karne ke liye app ko photo koi picart app ke andar open karlena he annd open karne ke badh meh apko cutout tools pe click kardena he andoutline pe click karke apko size ko adjust karke photo ko zoom karke model ka side se line banalena he pura line banalene ke badh apko nest kardena and photo automatic select hojayega agr tora etra part select hogaya toh ap remove vi karkhte ho remove karneke liye apko restore and eraser tools ka madat se adjust karnaa parega adjust karne ke badh apko save pe click kardena he and photo ka backlground pura remove ho jayega.
Cb Editing Kaya He
Cb editing dusre photo se alag hota he matlab cb editing meh ek alag sah look and chamak dekhne ko milta he.or cb editing me sara chij change rahatahe haisa ki background change hair png add and other pngs add karke ek cb editing hota he.cb editing me ek hair and shirt ke upar ek alag sah chamak rahata he.cb editing meh bahati jaya face white kiya jatahe.

White Face Editing
Photo ka face agar apka black dikhraha he toh ap asan tarike se photo kaya face ko white kar sakhte ho.face ko white karne ke liye ap ko photo ko picsart app ke andar open karlena he open karne ke badh apko ko drow tool ke andar click karlena he and color ko select karke white color ko select karlena he and brush pe click karke size ko adjust karke apko photo kaya face ko zoom karke draw karlena he and draw dhire se or acha se karlena pura face peh ok.layer pe click karke apko niche opacity ko photo ke hisab se kamkarke apko upar three dot peh click karke save iamage karlena he.apka photo kah face white hojayega.
Hair Editing / Cutting / Coloring
Zaisa Kie Hamlog Jaante Hai Hamara Look Jo Hai Hair Se Banata Hai Yaa Hote Hain , Dosto Agar Aap Apna Photo Lena Chahte Hai Background , Scene , Light Sabkuchh Sahi Hai Lekin Aapka Hair/Baal Sahi Nahi Hai , Us Waqt Aapka Mood Kharab Ho Jaata Hai Aur Photo Capture Karne Ichchha Jo Hai Khatm Ho Jaata Hai. To Dosto Agar Aapke Sath Aisa Huwa Hai To Ab Aapko Pareshan Hone Ki Koi Jarurat Nahi Hai , Kyonkie PicsArt Ki Madad Se Ab Aap Apna Hair Style / Color / Cutting kar Sakte Hain . Aapko Ab Koi Dikkat Nahi Honi Chahiye Apne Hair/Baal Ko Lekar Kyonki PicsArt Ki Madad Se Hair/Baal Ko Sahi Karna Kitna Aasan Hai Na.
Background/Pngs Download
Background and pngs ko download karneke liye apko niche ek download buttan dekh neko milega download pe click karke ap mera sara background and pngs ko download karke use kar paoge.
To Dosto Ummed Karta Hoon Kie Aapko Ye Post Pasand Aaya Hai , Iss Post Ke Jariye Agar Apko Kuch Naya Jan-ne Ko Mila Hai To Post Share Jarur Kariye , Saath Comment bhi Kijiye Ki Ye Post Aapko Kaisa Laga. Take Care And Goodbye.
Thanks For Visit Our Blog.